Bhatke Hue Raahi Ko , Koi na Koi raah dikha hi deta hai
Gham mohabbat ka ho ya dosti ka, shayari sikha hi deta hai...........Kisi ne humen dil se awaz di aur woh hum tak na pahunche
Aisa ho nahin sakta,
Hamarey doston tak hamara har raaz na pahunche
Aisa ho nahin sakta,
Unki dosti ka har lamha is tarah dil mein basa hai
Ki hazaron dard milney par bhi hum us dosti ko bhula den
Aisa ho nahin sakta.....................

Is naseeb ki baat na karo, isney bahut zakhm diye hain
Hamari raahon par kaante, nahin isney kam diye hain
Fir bhi issey ladtey nahin
Fir bhi issey kuch kehtey nahin
Kyunki isi naseeb ne hi to aap jaisey humsafar diye hain.........
Fir bhi issey ladtey nahin
Fir bhi issey kuch kehtey nahin
Kyunki isi naseeb ne hi to aap jaisey humsafar diye hain.........
Unse milkar is Dil ko yakeen hua ki sacchey dost bhi hotey hain
Is dhoop se jhulasti zindagi mein kuch pal chaon ke bhi hotey hain
Par jab wo bhi hamara saath chod gaye
To is dil ko kaise samjhayen, ki zindagi mein ye pal bhi aam hotey hain..........
Is dhoop se jhulasti zindagi mein kuch pal chaon ke bhi hotey hain
Par jab wo bhi hamara saath chod gaye
To is dil ko kaise samjhayen, ki zindagi mein ye pal bhi aam hotey hain..........
No comments:
Post a Comment